Download ⬇️ the Bingepods app on Google Play Store and App Store. Free! 📱
School College me bachhe books ke question se ghabrate aur teachers, Sufiyan ke questions se. Aur ab apna smart and talented Sufiyan kar raha hai education me revolution lane ki taiyari. Duniya ke har concepts ko fun, easy and boredom free banane ke mission me uske sath hai robot Chintu aur pyari AI, HashtagKinjal taki duniya me koi baat ko gol-gol na ghumaye aur sidha point pe aaye. Apne Science ke concepts ko clear karne ke liye stay tuned to Point Pe Aao Na, ek mazedar educational podcast from the house of MnM Talkies.
Koi bolta hai that the world runs on money, toh koi bolta hai yeh duniya bharose pe chalti hai... Par...
Aao dosto Point Pe Aao Na ke iss episode mein hum aaj planet-planet khelenge, Kaise Earth aur baaki s...
Agar koi Science mein thoda sa bhi interested ho toh usne ek scientist ka naam zaroor suna hoga -Sir ...
Gravity ka force hai kitna khaas Jaan'ne ke liye aaiye Sufiyan and team ke paas! Point Pe Aao Na ke i...
Sufiyan apne school me kaise teachers ki maar se bachne ke liye force ka concept use karta tha aur ka...
Science is not a subject, it's an emotion. Class me boring lagne wale science ke concepts aakhir prac...
School College me bachhe books ke question se ghabrate aur teachers, Sufiyan ke questions se. Aur ab ...