EP 60 : Holi vs Exam
Kahaniyon ka MantraMarch 05, 2023x
60
00:07:106.59 MB

EP 60 : Holi vs Exam

Holi aane wali hai, magar Holi ke sath aa rahe hain Exams.
Kamlesh khelna toh chahta hai holi hostel ke sabhi dosto ke sath, magar agle din hai uska final exam.
Ab kya karega Kamlesh?
Janne ke liye suniye Kahaniyon ka Mantra ki ye kahani - Holi Vs. Exam.