Mithila Naresh ke darbar me ek Pahlwan aakar chailenge kar diya aur wahan ke sabhi pahlwano ko hara bhi diya fir Last me Gonu Jha agle din akhade me pahlwan se ladne ko taiyar huye….fir Gonu Jha ne aisa dimag chalaya ki pahlwan bina lade hi rato rat bhaag gaya.