What is rupee-cost averaging?

What is rupee-cost averaging?

Namaskar dosto. Angel Broking ke iss podcast mein aapka swagat hai. Dosto rupee-cost averaging is a neat trick to increase your chances of profitability in the stock market. Funda toh simple hai. Ek fixed amount of investment, fixed intervals se kiya jata hai. For example Rs 750 per week. Amount is fixed aur interval yaani ki frequency bhi fixed hai. Aise karne se, share price kam hone se zyaada shares khareeda jata hai aur share price uchi hone se kam shares khareeda jata hai. English mein ek kahav hai - make hay while the sun shines. Issi tarah jab stock price kam hai, zyaada khareedhna advisable rehta hai