Short Selling or Long Position, which is better?

नमस्कार मित्रो। एंजेल ब्रोकिंग के इस podcast में आपका स्वागत है । Stock market ka two animals se purana naata hai: the bull, and the bear. Market mein agar stock prices chad rahe hai, toh isse bull run kehte hai. No doubt ki ye naam ek bull ki energy aur forward-spirit dekh kar rakha gaya hai. Jab generally stocks opposite direction mein jaate hai - that is, jab stock prices girte hai aur firms ka market capitalization kam hota hai - toh usse bear run kaha jaata ha. Reality mein toh ek bear 40 mile prati gante ki raftaar se bhaag sakta hai. Par stock market mythology mein bear ke heavy frame ki wajah se market slowdown ko bear run kehte hai.